đá·uskurao, agar aaj kahin se haar gaye ho
áŠisi ko uss jeet ki tumse zyada zaroorat thi shayad
đá·uskurao, agar kuch kho gaya hai
áiske naseeb ka tha usko mil gaya hai shayad
đá·uskurao, agar dil toot gaya hai
áŠisi ka jodne ke liye kisi ka todna padta hoga shayad
áȘur reh jaaye agar dil mein fir bhi dard kahin toh muskurao
áȘur hai agar dil mein khushi zyada toh same process dohraao
đá·uskurao, jab baar-baar yeh socte ho
áŠi issey achcha yeh ho jaata, issey achcha woh ho jaata
ÆŹab yeh sochkar muskurao ki issey bura ho jaata toh kya ho jaata
đá·uskurao, jab pooche koi ki zindagi jeene ka hai kya saleeqa
á·uskurao yeh kehkar ki humne zindagi se muskurana hi seekha
đđđđđđđđđđđđđđđđđđđđđđ
