Cherreads

Chapter 7 - Pragmatic

So hello everyone aaj ek or naye lesson me aapka welcome hai seedha title par aate hai ye intellectual conversation ke liye kaam aata hai isme hi title hai "Pragmatic" iska matlab ye hai ki kisi bhi person ko problems ko deal karna aana chaiye sensible or pratical tarike se na ki strict theories base ko follow kare. aapko kya lagta hai ye aasaan hai mujhe bhi lagta tha par itna bhi aasan nhi hai par ek cheez to hai me tumhe pragmatic to bna ke hi chodunga to phir baat karte hai sensible or pratical tarike se kaise problem solve kare bina kisi theory base ko follow kiye bina tumhe pata hai logo ki aadat hoti hai khanyi se line chura lete hai or copy paste kar dete hai inhe lagta hai ye hosiyar hai lekin woh tought kisi or ke dimaag ka hai jaise kisi jagha se note le lete hai ki is pareshani ko aise solve karna hai lekin bro aisa nhi hota woh uski pareshani me kaam kar gya iska matalb ye to nhi ki woh same to same tumhari life me bhi apply ho or sensible battein to tabhi ho payegi sense ho to ek common tarike se socha karo jaldi baji mat karo calmly situation ko handle karna seekho pratical way ka matlab hai usse pratically usage karna seekho apply karo kyonki pratical se hi solution milta hai na ki theries banane se dekho jab tum apni life me ange badho ge kuch acha karoge to tumhe bhot si aisi problem aaye gi tumhe khud uska samna karna hoga to us time par tumhari videos ki theory kaam nhi ayeegi tumhe khud us time par sensible baat karke situation handle karni hogi .....

More Chapters