Cherreads

javed 01 article

Javed_Javed_3507
7
chs / week
The average realized release rate over the past 30 days is 7 chs / week.
--
NOT RATINGS
167
Views
Table of contents
VIEW MORE

Chapter 1 - kingdom

Ek gao ma ek kisan tha jo rooj jungle sa. Lakdi kat kar apna Ghar chalata tha

Lakin ek din uski life badal gyi.

Wo gao ma sabsa ameer bangya

Aur usko gao walo na king ghosit kardia .

Aur istarah sa wo raja bangya fir usna ek aacha raja hona ka farz nibhaya

Lakin raja ko ek chinta andar hi andar sa kha Jaa Rahi thi

Ki kahi ma kalko phirse gareeb hogya

Toh gao ka dhyaan kon rakha ga ya meri mirtuy hogai toh meri family ka dhyan rakhna wa koi nhi ha. Kyuki raja ka 4 beti thi na ki koi beta

Is baat ko raja na dhyaan rakhta hua ek yojna banai aur us yojna ma raja na 4 beti ko kaha agar tum ma sa koi iss raja ki gaddi ka hakdar banna chata hai to usa bahut hi jaldi sabhit karna hoga ki wohi kyu ha iss gaddi ka haqdar .

Toh fir 4 beti udaas hogai kyuki ek dusra se bahut pyar karti thi

Lakin abb baat gaddi ki ha na ki kisi rista kii

Toh unma sa 3 beti bahut Chatur thi aur 1 bahut hi sidi aur sanskari aur pariwar ko sambhal na wali thi

Toh un 3 na us ka khilaaf jaal bhichana start kar diya har ek baat par usko bura bana diya

Lekin raja un 4 ro par nazar rakh wa rah tha apni Rani sa yani unki maa

Toh fir woh din aahi gya jis din ka pura gao aur raja ko intzar kar rahe the

Raja na pura gao ko i khatta kiya aur 4 beti ko bulaya fir wah par 10 -10 alag gao ka raja or sadhu bulay jin ko us utar adhikari ko chunna ka liya invite Kiya tha

Toh charo se ek hi sawal kiya gya

Agar tum par koi jaan lawa hamla kiya jay toh tum ussa kasa bachogi

Toh 4 beti sochna lagi

Pahli beti na Uttar diya ki mera pass sipayi rahga wo mujha bacha laga

Dusri na jawab diya meri bahen sahi kahrahi ha aur Teesri ka bhi yahi jawab tha lakin 4 wali ka jawab sun kar sabka hosh udh gya usna kah agar koi mujhe marna ki koshish kara ga toh ma uska samna khud apna sipaiyo ka sath karungi lakin Agar mera pass sipayi na hoy us waqt aur hamla mujpar ya mera maa baap ya kisi gao wala par hua toh main us dusman ka samna uska samna khadi hokar krungi kyuki meri mana mujha jeewan diya ha aur baap na sanskar or muskil waqt par sambahala ha aur

Gao walo ka sath mara bachpan gujra ma teena ma sa kisi ek ko nhi chun sakti kyuki ek ko chuna toh do bura man jayga lakin ma kisi ko bura manna nhi dungi kyuki ya gao mera ha .

Toh fir aya hua mahmano na taali bajakar uska Uttar adhikari ghosit kar diya lakin.

usna Uttar adhikari banna sa pahla apna baap se ek sawal kiya

Aisa kya tha sawal Jo raja na usa gao sa nikal diya.