Cherreads

Chapter 5 - chapter 5 gaon Mein pipal ke ped ke upar Jin

Pipal ke ped per Jin baitha tha gaon Mein dubte hi pipal ka ped pahle sab Koi dar dar ke aata tha subah ke 1:00 Baje vah dikhai deta tha US time jyada koi ghumta nahin tha jab ek bajata tha Koi vahan se gujarta nahin tha jab teen bajata tha sab Koi gaon Se jise Jahan Jana hota tha vah jata tha daily aisa hi hota tha Sham ke time sab Koi jaldi a jata tha 10:00 baje se pahle sab Koi Raat Mein Apne Apne Ghar a jata tha 11:30 baje se 2:00 baje tak jin ghumta tha gaon wale Sare uske liye khana rakhte the subah Mein Sham mein sabke घर-घर ghumta tha raat mein agar Kisi Ka bhi darwaza khula hua Mil Gaya jakar khata pita sabko pareshan Karta Kisi Ko maar deta daily Aisa Hi Karta tha log usse pareshan ho gaye the jyadatar ladkiyon ko bahut pareshan Karta tha jab bhi ladkiyan School jaati thi tab unhen tang Karta tha school se jab Ghar aati Thi tab pareshan Karta tha bahut Si ladkiyon ko tang karke rakh deta tha bolata tha tum mere se shaadi kar lo na tum mere se shaadi kar lo na ladkiyan mana kar deti thi ek bar ek ladki ke sharir Mein a Gaya usko pura pareshan kar diya tha use ladki ko chhat se dhakel Diya but vah Mari Nahin uski haddi Tut gai sar foot Gaya FIR Uske bad Chala Gaya Kuchh din bad FIR uske andar Aaya FIR usko mara pita usko bahut dikkat Diya last samay main vah khud apna Jaan dekar mar gai FIR Uske bad vah Kuchh Nahin Kiya Aisa Hi FIR vah Dilly karne Laga bahut ladkiyon ko pareshan karna tang karna ek bar ek bahut vidwan pandit Aaye Jo Puja paath karaen aur usse puche tumhen kya chahie tum aisa kyon kar rahe ho vah Kah Raha Hai mujhe kahin bandh do Main Mera Puja karna mujhe khana dena FIR main Kisi Ko pareshan Nahin karunga Varna main sabko maar dalunga pandit bole theek hai tumhare sath aisa hi hoga jaisa tum bol rahe ho tumhen daily khana Rakha jaega Ab Tum sabko pareshan mat karo vah bola theek hai main Kisi Ko pareshan Nahin karunga.

More Chapters