Cherreads

Chapter 15 - ek aawaz

Chapter 8

Hmne dekha ki bhai kamre me nhi tha.

Mai aur maa bhai ko ghar me dhundne lage .

Papa bhi garden me jaakr dekhne lage .

Thodi der baad fir se kamre me aaye to bhai kamre me hi tha.

Mai papa ko bhi bula liya .

Papa aur maa bhai se puchne lage ki ,wo kha gya tha.

Bhai thodi der chup rha.

Fir usne kha ki wo mujhe dhundh rha tha..

Maine usse kha ki mai to maa papa ke kamre me thi .

Usne kha ki use lga ki use meri jaise ek aawaz aayi thi .wo us aawaz ke

Peche gya .pr wo aawaz dheere dheere band ho gyi.

Use dar lagne lagaa tha .

Isliye wo wha se jaldi bhaag kr aa gya.

Sabhi soch me pad gye ki aawaz kiski ho sakti hai.

Fir maa ne kha ki bhai ko kisi billi ki aawaz aayi hogi.

Billi ki aawaz ko meri aawaz samajh liya hoga.

Bhai ne kha pta nhi shayd dar ki wajah se,

More Chapters