Cherreads

gareeb ladka bna IAS

Anita_Tiwari_2864
7
chs / week
The average realized release rate over the past 30 days is 7 chs / week.
--
NOT RATINGS
96
Views
VIEW MORE

Chapter 1 - gareeb ldka bna IAS

Gareeb ldka bna IAS,

Rampur gaon mein ek ladka aur uski man rahti thi uske pita ka swargvas ho gaya tha vah do log ghar mein akele hi rahte the man bahut mehnat karke ladke ko padhaati dikhati thi ladka bahut Hi mehnati tha vah padhaai mein bhi bahut aage tha

Santa dusre Ghar per jaati kam karne ke liye vah Apne jethan ke ghar per jaati kam karne ke liye Jo mahine mein Paisa deti Thi ghar ka kam karti thi vahan se aati to Apne Ghar per kam karti thi vah bahut pahnati Thi ek din Ki baat Hai jab Kanta ka ladka dasvin board ka exam dene wala tha usko online classes ki jarurat thi vah Ma Se karta hai

Mummy mujhe online classes ki jarurat hai mujhe phone dila do mummy uski kahati hai beta main Paisa kahan se laungi abhi tum Rahane do bad mein jab mujhe Mera pagaar mil jaega mahine ka tab main tumhen dila dungi

Per Jo Nandu tha vah Apne baat per Ada rahata hai tab uski man jaati Hai kahati Hai malkin Se Ki memsaab mujhe kuchh paise chahie tha ladke ko online class padhna hai tab uski memsaab bolati hai tum kya karogi samajh mein har mahine pagaar De hi deti hun tab tumhen paise ki jarurat kya hai nahin Hai paise mere pass Main nahin dungi tumhen kam karna hai to karo nahin to mai dusri Koi aur kam bai rakh lungi

Santa dukhi Ho jaati Hai vah kahati nahin nahin memsaab koi baat nahin to vah jaati Hai school mein aur adhyapak se karti hai ki sar aap mere ladke ka naam Kat do vah nahin ab padhna chahta Hai to sar ji kahate Hain kyon vah to dasvin exam mein top Kiya Hai to Shanta karti hai ki kya sahi mein usne mujhe kabhi bataya nahin koi baat nahin lagte Hain Ghar per jaati Hai to uske almirah mein Sone ka kangan Rakha hua tha use bechkar vah phone khareed deti Hai online classes karta hai aur 10वीं exam mein top Karta Hai Nandu sir ne usko aur uski Man Ko stage per bulakar swagat karta hai aur ₹1000 ka inam bhi deta hai

FIR vah Ghar per jaate Hain aur apni Man ka pair Chhota Hai Nandu Shanta karti hai beta tu padhaai kar ek din jab Khushi Khushi Nandu aata hai akhbar mein apna photo lekar Shanta Ko dikhane ke liye to dekhta hai ki uski ma behosh padi Hui Hai vah turant ambulance ko phone karta hai ambulance aata hai aur Santa Ko Le jata hai halat Gambhir thi ek lakh ki mang Thi tab jakar operation hota tab Nandu gaon mein jata hai gaon mein jata hai aur bahut dukhi dukhi bolata hai ki paise ki jarurat hai

Uska madad koi nahin karta hai tab sar ji pass ke gaon Se Laut rahe the tab vah kahta Hai sar ji puchte Hain aur beta Nandu padhaai padhaai nahin kar rahe ho kya Nandu kahta Hai sar ji FIR vah chup ho jata hai

Sar ji puchte Hain Kya hua mujhse batao tumhari jo pareshani hai tab batata hai ki meri Man ki tabiyat kharab hai aur ₹100000 chahie tha to sar ji kahate Hain koi baat nahin Ham Paisa ekatthe karte Hain to gaon gaon mein jaate Hain aur poster lagate Hain Man Ko bachao paise lao sabhi paise dete Hain ₹1 lakh Ho jaate Hain tab jakar jama kar dete Hain jama karne ke bad unki Ho jaati Hai aur ghar per aati Hai tab ek din dekhta Hai Ki ek Jo ladka hai uske gadi per IAS likha hua tha vah dekhta hai ki nagrikon ki kitne sahayata kar raha hai vah dekhta Hai Ki Main bhi yahi Banna chahta hun tab gaya tha kam karne ke liye Nandu to uski malkin usko dantati Hai Ki tum बड़े-बड़े sapne mat Dekho tumhare liye yah sab sapne nahin Hai Garib kya hai kar paoge kam karna Ghar per jata Hai to phone aata hai interview ke liye vah jata hai aur apna interview deta hai FIR agale hi din paper mein sab jata hai ki Nandu ban gaya IAS tab vah Man Se kahta Hai man Dekho main aaj apna Sapna pura kar liya man Apne bure Wale din yad karne lagti Hain Ki pahle Ham Kitna sabse Paisa mangte the Aaj Dekho Mera ladka ban gaya hai yah tab vah खुशी-खुशी mithaai banti hai gaon mein aur apne naye ghar mein jaati Hai

Is tarah hamen Garib ya Amir nahin dekhna chahie hamen sacchai aur mehnat dekhna chahie chahe vah Insan Garib ho ya Amir