Cherreads

UNTitled,Sumit_Kannoujiya1774342742

Sumit_Kannoujiya
7
chs / week
The average realized release rate over the past 30 days is 7 chs / week.
--
NOT RATINGS
174
Views
Synopsis
kya aap log bhi hamare jaise banana chate ho to abhi ham se cannet ho jaye
VIEW MORE

Chapter 1 - meri zindagi ka kahani

Mai bahut din baad apne ghar se bahar gaya tha mujhe raaste par 100 rupya gira tha mere sath mere dost bhi the to mera najar paise pada to maine paisa otha liya or maine kaha ki chalo han log party karte h tab sab log kahte h ki nahi mai nahi karuga maine kyu nahi party karoge bhir bole ki tum raste paise paye ho maine ka kya huaa mai raste me paya hu to ise kya hoga sab bole ki nawratan chal raha kisi ne tona kiya hoga mai nahi is paise se party nahi karuga maine bola ki tona wona kuch nahi hota h yah sab bekar Ki bekar Ki baten Hain Main is Samay Nahin manta Agar Tumhen party karna To Mere Sath chalo Varna nahin karna hai Vahi raho main is paise se apni Kuchh chijen khareed Lunga Agar Tumhen Kuchh kharidna hoga to Tum Mere Sath chalo Nahin Nahin Main Nahin Jaunga Navratri Ka Mahina hai Jaane Kisne tune Kiya hoga yah sab bekar ki baten hain maine Tumhen kaha na ki chalo mere sath Agar Nahin chalna hai to Tum Ghar jao main Tumhare Liye liye launga Tumhen क्या-क्या chahie aur कौन-कौन mere sath chal raha hai Nahin Nahin Ham Sab Mein Se Koi Nahin Jaega Tumne Paisa Paya to Tum Hi Lekar jao is paise se ham log se koi matlab Nahin Hai Tum Paisa Paye ho to Tum Hi Kuchh karo Ham donon se Dur Rakho paise ko Jaane Kisne Toda Kiya hoga Maine Tumse kaha na ki yah Tona Kuchh Nahin hota hai theek hai bekar Ki Sab baten Karte Hain lagta hai tum is Samay Jyada Raha to isliye Tumhara mind Bhi ismein Jyada raha hai agar Kisi Ko Toda Dena Hi Tha to Kisi chij Mein deta Rai Mein Paisa Kyon Gira tha Tumhen yah Nahin andaza lag raha hai chaloge ki nahin Jana main ja raha hun Achcha theek hai chalo man liya Gate Tu na hone wala Paisa Hai To Kuchh paise Mandir Mein Dan kar dete hain abhi Chala Jaega Kuchh paise ham log kha Lete Hain yah Baat to sahi hai to chalo to ₹20 dal Dete Hain Mandir Mein baki sab ₹80 to 20 20 Sabko aaega ab Khush aap chal dukaan per Chalte Hain agar aap ko bhi kahi paisa mile to aap log bhi yahi karte h ya bhi ham logo ke jaise karate aap log bataiga ki aap sab paisa ka kya karate ho