Cherreads

Chapter 1 - Mere Zindagi ki kahani !

Jab Main 5 SE 7 sal ka tha to maine jindagi mein bahut sari galtiyan Kari Thi maine papa kahate the per le beta nahin to aage nahin badh payega to maine maa baap ke bato par Dhyan nahin diya FIR Maine 7 se lekar 14 sal ki umra Tak meine dhang se padhaai nahin Kari FIR main 14 se 18 sal ki umra ka Ho Gaya to fir मां-बाप kah Rahe Paisa Kama kar de to fir hath mein Paisa nahin a raha tha Maine 18 Saal ki Umar Tak mein paisa nahi kama Paya kyunki Main din bhar aawara ghardi kari thi ladki Baji Karta rah Gaya aur padhai ko Dhyan nahin diya isliye maine jindagi mein kabhi aage nahin badh paye jab Main 18 se 24 ka hua to main college mein padhta tha phir me college me lagatar tilo bar fell hoya isliye maa baap ne ghar se bhar nolikal diya aur maine dusari galti ki thi maine koe si skills jlbhi nahi sikha tha Mere per Koi skill Koi degree nahin Thi aur aage me delivering ka Hi Kam karna padta isliyephir aek bldin aek hlgalri ke wajah se deleivery wale ne mujhe kam pe se bahar nikal diya maa baap ne bola beta pahle par leta hota to aaj aesa din nahi dekh raha hota FIR मां-बाप Ne mujhe riksha khareed ke de diya FIR Maine riksha 1' 2 sal chalaya FIR Maine trading skill ko sikhama start Kiya maa baap kahte the pori zindagi kuch karta tha aab kaam kuch kaam karke kya hi kar lega tapar bhi maa baap ke taane sun sun ke trading karta raha trading me Paisa invest karne ke liye me din bhar riksha chalta tha pahle maine trading me bahut loss tapar bhi trading ko maine consistency karta raha 1'2 sall mehnate karke maine bhi aacha kassa paise kama liye the phir maine 4 sall mehnate karne ke bad trading skill ko master kar diya phirr mujhe end me success mil gayi thanaywad

More Chapters