Yah Baat Kareeb Jab Ki Hai Jab Main 14 sal ki thi aur class ninth Mein Thi To Mujhe Ek Se Pyar Nahin hua tha lekin use ladka ko Mujhse Pyar Tha Fir Bhi Main usse baat kar Leti Thi friend ke Naate lekin usne Mere Sath Aisa Kiya ki Mere Ghar jakar usne kaha ki yah aapki ladki Mere Sa Baat krti hai aur yah Mujhse bahut pyar karti hai yah kahati Hai ki Ham Kahin Bhag Chalte Hain lakin mena asa kuch ni kha tha usna yah Jhooth bola tha maine aisa usse Kuchh Nahin Kaha Tha lekin Mere Ghar Walon Ne Sach man liya aur mere ghar Walon Ne yah bhi kaha ki Ham Tujhe Jaan Se Maar Denge or Mujhsa koi bola bhi nahin raha tha Sab Usi ke Baton Mein Aate Rahe uski Baat sunte Rahe Mujhse kesi na pucha bhi ke yah bat sach ha ya jhut or na meri baat Koi manta tha Sab Ko Yahi lagta tha ki maine yah Aisa sach mein kaha lekin Aisa Maine Kuchh Nahin Kaha Tha yah Meri bahut badi galti thi ki maine Kisi Se Pyar Kar Baithi thi Kisi Se Pyar karna bhi jhuna ha ap bhi kabhi kesi sa pyar kro to Asa sa krna jis pr ap trust kr sakho or kesi ko dikh kr pyar mat krna dil sa krna or usna yaha bat police station tak pucha di thi or mera ghar wala mujsa bolna bhi pasand ni kr raha tha or bs uski bat man raha tha or aj bhi mujha us bat ko la kr torchar kiya tha ha or khata ha ke teri shadi jaldi kra dega or sab mujpr ab bhi sakh krta or yah sab bat meri Nani ka ghar ke hai bha ka ladka tha bo or cast bhi change thi Lakin mera ghar pr issa koi problem ni tha problem is bat sa thi ke Mena ussa bhag na ko kiyo kha to ap bhi yaha kahani pada or asi koi galti na kra9
