Cherreads

SUICIDE/MURDER !.. part - 2

Kameshwar_Brahman
7
chs / week
The average realized release rate over the past 30 days is 7 chs / week.
--
NOT RATINGS
81
Views
VIEW MORE

Chapter 1 - SUICIDE/MURDER...part-2

....jaisa ki hum ne pichle part me padha...Rolly Siya aur Rivan.....3 characters.....

Ek SAWAAL.....?????

Rivan ko Kya ho gya....?????

Kaise Maut hui rivan ki....???Kya usne suicide Kiya thaaa.....Yaa fir murder huaa uska ????????

ABB aage Kahani PE Chalte Hai.....

..case band hone ke Kuch mahine baad rivan ke gharwaale Mujhse mille aur pucha AISA usne Kyu Kiya ?? Wo Kabhi suicide nhi Kar sakta.....tab Maine unse Kaha ki rivan Mera Sabse accha dost tha.....hum saari baate Ek dusre ko batate the ...par ye Baat rivan ne Mujhe Kabhi nhi bataya ....Kyu Kya parrshani thi usase....Kya huaa tha.....??

...Maine ye Baat bataya air apne Ghar aagya ....uske gharwaale dukhi hogye Ghar Chale gye....lekin unke gharwaale me Se Ek ladka Aaya tha....shayad wo rivan kaa cousin tha Jo Mujhe aise Dekh rha tha..Jaise ki Maine maara tha usko....fir wo agle Din mere Ghar aagya..aur Mujhse saari Baat puchne Laga Kya Kya huaa tha uski maut Se pahele...Siya ne uska safari Baat batai...lekin wo wapas Kyu Chala gya.....Kyu ???????

....Kya bataya Siya ne....???

.....wo fir Kabhi nhi Aaya....AISA Kyu...???

.....agle Kuch Saalo baad ...rivan wapas aagaya.....?????..Rolly ke sapno me usne bola I want justice.....I want justice....

Rolly ko Har din ye Sapna Aaya....

Rolly be police ko safari Baat batai....fir police be Rolly ko bas samjha ke chod Diya....Kyu?????....police ko Aisa Kya mill gya ki main character Jo jimmedaar thi US's maut ki.....rivan ki maut.....Meri wajah Se hui thi Maine maara tha usko....??????????

...kYU???????????