Cherreads

Mari Zindagi ke kahani

Moto_S_S
7
chs / week
The average realized release rate over the past 30 days is 7 chs / week.
--
NOT RATINGS
126
Views
Synopsis
Mari Zindagi ke kahani aur aus ma ase batay jes ka soch ka be ab dar lagta ha aur ais Liya ya batay AP ka Sath share Karna ka Liya aye ka ya galati ya asay Kam AP na karo NAHI to sari life AP na he sakoon sa rah saktay ho na he ya regret sari life AP ke Jan choray ga jasay ma har din har rat ya sochte ho ka akhir ku ma na ASA keya
VIEW MORE

Chapter 1 - Mari Zindagi ke Kahani

Ma na apni Zindagi ma bouth si ase batay ke ha Jo ma ap sa share karo ge ka ap ya kam kabi be NAHI karna NAHI to sari life ap regret ma raho ga ASA kam karna ka bad ma har Roz sochta ho ka ku ASA kam sirf mare he qismat ma tha ka ya chez har kese ka Sath hoti ha ain sawalo ka javab ma Roz sochti ho ais Liya ma ya batay AP ka Sath be share karo ge ka shayad mujay ain ka javab mil jaya aur ma ya be sochte ho ka agar ya Kam AP na karo to ais ka Bina be AP apni Zindagi ma bouth kush hasal kar saktay ho aur apni Zindagi ma apna har kahwab pora kar saktay ho ais bat ka regret mujay sari life rahay ga ka Kash ASA kush keya Bina ma apni life fully enjoy kar sakte aur apna har kahwab ko real ma pora kar sakte jes bat ko soch kar ab ma Sirf yahi bat kah sakte ho ya soch sakte ho ka akhir ku ASA ma na keya to ab ma AP ka Sath share Karna wali ho apni pori story jes ma mujay AP ka sport aur payar dono he chiya Ma apni life ma busy larki apni family sa bouth payar karti the mara Sara focous apni study ma tha ma har time yahi sochte the ka mujay apna papa ka kahwab ko pora Karna ha mujay aun ko doctor ban ka deakhna ha ma apna papa sa bouth payar karti the apna papa ka Liya kush be kar sakte the per mujay Kay PATA tha ka ak din ASA be mare Zindagi ma Aya ga ka mujay apni Jan sa bar ka Jo apna papa azez tha mujay aun ka samay he khara hona par jaya ga wo be ase chez ka Liya Jes ke kabi maray papa ka agy value he NAHI the akhir ASA din mare Zindagi ku Aya