Baat hai ek ladke ki jo Utarr pradesh ke basti zile ka rhene wala tha uske privaar mein uske mummy papa aur badi mummy bade papa aur dadi rheti thi uski badi mummy bahot lalchi aur jhagralu thi to wo hamesa uske mummy papa se ladti rheti thi batware ke liye to ek din batwara ho gya uske baad bhi unhe chaeinn nhi tha phir wo ladti thi ki pura ghar use mil jaye phir uski mummy ne uske papa se kha ki chalo yha se chalte hai kon ye roj ki jhik jhik shahega phir ek din unhone wo ghar
