Mahadeiyaya gaon mein ek bahut purani jhil thi purane log kahate the Suraj dhalne ke bad vahan Jana theek nahin hoga per kyu yah Koi nahi jaanta tha aur Janana bhi nahin chahta tha usi Sham Shyam Tut chuka tha pita ki halat bahut kharab Thi aur vaidh ne bhi Sath chhod diya tha Dil ka bhojh sambhal nhi paya vah bansuri uthai aur or nikal gya 🦵 pair khud par par nil sarover ki taraf chal gya jhill saant thi shyam ne aak pattar par baith kar basuri bajayi ye dhun khushi ki nhi thi ye dhun gum ki thi yeh dhun Jo sidhe atma se hokar nikalti Hai tabhi kuchh badla aur hawa thandi Ho Gaye Shyam chauk Gaya usne dekha jhil ke use paar ek stri baithi thi safed vastra aur Bal khule aur asadharan sundarta lekin chehre per dukhi thi shyam ko dar nhi laga kyuki use laga ki uska dukh apna dukh Ho
Bhigi Hui palke utha Kar usne Arjun ki taraf dekha uske aankhon mein itna dard tha ki Sham ka Dil baith Gaya vah Aankhen kah rahi thi unhone sadiyon ka akelapan dekha Hai
Shyam Ne himmat karke puchsv aap kaun hai Devi aur is sunsar jagah per aap kyu ro rahi hai use stri ne koi jawab nahin diya aur vah ladki ke shyam keBasuri ki taraf dekhte hue kaha bahut dhimi awaaz mein tumhari bansuri Ne mujhe jaga Diya matlab aap so rhi thi ladki halki muskan mein boli nhi main so nahin rahi thi main intezar kar rahi thi ek varshon se mere purane jakhm hare kar diye ki shyam ko kuch samajh nahin aaya shyam ne kaha mujhe maaf kar dijiye mera irada aapko dukhi pahuchane ka nhi tha mai to bus apna man halka karne ke liye basuri baja rahi thi
