Jab main 6 sal ka tha tab Maine ek mistake ki Apne padosi ke Ghar se ek chammach chura laya use chij ka mujhe Aaj Tak afsos hai FIR jab main 20 sal ka hua tab mujhe ehsas hua yah sab bahut galat hai aur FIR usi din se Maine Pran le liya ki main yah sab nahin karunga
