Asankhya brahmand mein kahin ek dur jagah per sabhi brahmandow se badhkar ek bhaut bara portal ke andar
yahi hai pure brahmandon ka Kendra
Jiska naam hai Amarlok jaha log amar banane ka sadhana karte hai yahi ek
Sabse Bada pariwar hai Singh Panwar yah asankhya brahmand me sab se bada pariwar hai jaha ek bhaut bada mahal hai jo ek earth 🌎 se bhi bada mahal hai uske ek bade se kamre me ek aurat jo devi jaise dikhte hai woh aaj
Ek bacache ko janm dene wali hai us room mein ek dusri aurat jo nukrani thi
Woh bacache ko garv se bahar nikalne ki koshish kar rahe hai room ke bahar ek aadmi ghabrahat se edhar se udhar ho raha hai jo us bacache ka papa hai
Uska naam harshwardhan singh hai us bacache ke maa ka naam komal Chauhan hai jo Chauhan kabila ke beti hai us kamre ke ander ek jordar cheek
Ghunjta hai tab ek bacacha ka janm hota hai tabhi pure pariwar ke uper suraj 🌞 se bhi jayada roshani aate hai
Sunaraha kamal aata hai buddh ghutne thekta hai bhagwan bhi ghutne thekta hai rakasho bhi ghutne thekta hai lakin uska papa harshwardhan is sabhi ghatna ko chupa deta hai apna pure sakti lagakar jo bhawan astar ka Devta hai us kamre ke ander se wo naukarani ek bacache ko bahar lekar aati hai aur woh bacacha ek cute sa ladka hota hai
Harshwardhan ne us bacache ko apne baho me lekar kaheta hai ab se mere bete ka name hoga Rudra sing hoga
Tabhi us kamre se Rudra ke maa komal
Bahar aati hai aur apne bete Rudra ko apne bahon me bharkar kahati hai mere bete Rudra tabhi us bacache ki aakhe chamak jata hai aur us bacache ke body me ek bahut chamak daar aur par darshi cheej chali jati hai
