"Exam pressure" Raat ke 10:00 Baje "Gattu" or "Chinki" ki padai abhibi chalu hai. Exam ka pressure dono se handle hora nhi. "Chinki" Bolti gattu mere se yah ganit chhutra nahin. 833+144= iska meko dar lagta hai. Meko Aisa lagta hai ye prashna paper may pakka ainga. Teacher ko malum hai ki baccho ko konta prashna pareshan karta "chinki" chal gatto akdam dhyan dinge. Kal ganit ka paper hai. Kabi acche mark nhi mile to PAPA ka mar pakka hai. "Gatto" pichli time chillaye the abhi tak bhula nhi. "Chinki" may guddi ku phone karti wo Topper hai. Hellow "Guddi" chinki itte ratku. Guddi madat kar ye ganit kaisa chodne ka 3 number ka ganit hai
May pareshan hogyi hai. Aree aasan hai.
Aree aakhri number se puls kar akak dashak last may shatak oh accha meko to samaj may hi nhi aara tha isme kya hard hai sirf practice karna padta hai.
Ok guddi by goodnight kal school may milte hai. Ittemach maa room may aye
"Maa"abhitak jage ho kitta hogai padai
Gattu maa rivision chalu hai. Maa ka aawaz sunkar Papa bhi room may aaye
Beta pariksha surprise party nhi hai planning pahle karte Papa sirf thodasa rahela hai. Thodasa rahela hai ki pura. Thik hai aadha ghanta abhyas karo fir so jao thakele dimag me kuch yaad aata nhi.
