📚📚title: ek anjaani mohabbat (chapter 1)
1d(1-novel )
Us din subh sab kuch bilkul normal tha,lekin mujhe bikul pata nhi tha ki meri zindagi us din badalne wali hai! Main roz ki tarah bus stand par khadi thi | hawa halki -halki chal rahi thi or log apne kaam me busy the | tabhi meri nazar us par padi |
Woh thoda door khada tha,simpal sa kapde hue,lekin iski aankho me ek azeeb si shanti thi| pta nhi kyu,par meri nazar is par Rukh gayi |
Bus ayi sab log chahadne lage|main chahad gayi aur ek seat par baith gayi | kuch deer baad, maine dekha woh ladka mere samne wali seat par baitha tha|
Hamari nazrein ek pal ke liye mili •••••••••••
Aur phir dono ne nazar hata li|
Dil ajeeb tarah se dhadak raha tha,jaise kuch hone wala ho|
Poora Safar ham dono ne kuch nhi bola , lekin jaane se pehle Maine ek baar phir mudkar dekha ••••••••••••••woh abhi bhi mujhe hi dekh raha tha |
Us pal mujhe laga , ye sirf normal mulaqat nhi thi ••• 🥲😭😭😭
Shayad ek hi kahani ki suruaat thi •••
Ek anjaani mohabbat ki |
