Cherreads

Chapter 2 - Meeting you again

Chapter = 2

Sara ko voo ek hi sapna pichla kuch mahino se roj aa raha tha. Jisma vo apna high school ma hoti hai vo bhot kush thi aur uska sath ek classmate hai kiska sath vo bhot hi. khus dekhai de rahi hoti hai . Par agla hi pal usa kuch asa daravnaa dekhta hai vo ko puri tarah se dhundhla hota hai ...

Sara us daravna sapna se uthna chati hai par utha nahi pati hai hai . Bhot kosis karna ka baad vo nid se gabhrai hui uthati hai . Usa roj ek hi jasa sapna ata hai . Vo smaj ni paa rahi thi ki asa kya hua tha jo usa yaad nahi hai ya fir ya sirf uska maan ka ek veham hai. Voo apna bed se thoda der kar uthti hai fir voo kitchen ma jati hai aur pani piti hai fer vapis se sona chali jati hai ..

Agla din vo office jati hai aur ek gahri soch ma hoti hai . Tina ati hai aur usa btati hai ki agla 1 ganta maa uski client se meeting hai . Par vo itni pareshan thi ki vo usa meeting cancel karna ko kahati hai. Aur apni friend Niya se cafe ma milna ko kahati hai ....

Sara firm ka pas wala cafe ma Niya ka intazar rahi hai aur apni soch ma dubi hui hoti hai . Tabi waha par Niya aa jati hai aur usa soch ma duba dekh kar chupka se jati hai aur usa dara deti hai. Fir vo apna liya green tea order karti hai aur Sara se puchti hai ki usna usa achanak ku bulaya . Jiski wajah se vo ek meeting cancel kar ka ati hai ....

Fer vo Niya ko apna spna ka bara ma btati hai ki usa roj ek hi jasa sapna ata hai jo ki ek dam dhundla hota hai . Ya saab suna ka baad Niya ek dam serious ho jati hai jis saa Sara aur dar jati hai . Fir agla hi pal Niya jor- jor hasti hai . Usa asa hasta dekh kar Sara ko kuch samaj nahi ata hai....

More Chapters