Chapter = 3
Niya uski baato ko serious na lakar majak ma taal deti hai . Aur uska late - night kaam karna ko kahati hai. Aur Niya baat koo palat deti hai . Jisa Sara ko bhi uskaa jyada late -night kaam karna ki wajah se asa hoo raha hai lgta hai dono ku h der taak bataa karti hai aur fir waha se .Dono apna apna kaam par chali jati hai . Sara na Niya ki baat suni aur socha ki uska shayad ya vaham hi hai .Roj ki tarha vo apna kam ma busy ho jati hai ...
Fir kuch der baad uska boyfriend Rocky ka phone ata hai aur usa kahta hai ki Sara ma tumhari firm ka nicha hu . Ya suna ka baad Sara apna kaam settle kar kar nicha ati hai jaha par Sara kaa college's usa kahta hai ki Sara tumhara boyfriend bhot hi caring hai. Sara car ma bathti hai aur Rocky ka sath chali jati hai ...
Voo movie dekhta hai jisma movie ka kuch seans asa tha ki usa wapis apna Sapna ki yaad aa jati hai . Aur vo usma kho jati hai uska movie se dheyan haat jata hai. Movie khatam ho jati hai par usaa pta hi nahi chalta hai . Rockey usa doo- tim baar bulata hai aur puchta hai ki kuch hua hai kya tumhar dheyan kaha hai. Par Sara usa kuch bata na saki aur kahati hai kuch nahi bs vo thak gyi hai aur ghar jana chati hai. Jisa Rockey ko thoda gussa aa jata aur kahata hai ki vo itna Kam karti ku hai jisa unha bhot hi kaam time spend karna ko milta hai . Par Sara kuch samjna ka mood ma nahi thi aur Rockey ko kahati hai ki vo khud se ghar chali jaya ge...
Rockey bhi gusse ma tha aur Sara waha se taxi laa kar ghar chali jati hai Rockey bhi apna ghar chala jata hai. Sara pura rasta yahi soch rahi thi ki kay vo sirf uska vaham hai joo usa roj ek hi sapna aa raha hai ya fir uska koi mtlb hai. Vo itni pareshan thi ki kuch samaj nahi pa rahi thi . Vo apna ghar shower la kar rameen kahti hai aur sona chali jati hai . Usa fir wahi sapna ata hai par ajj kuch aur bhi usa dekhai deta hai. Jisma koi usa bhag jana ko kahta hai . Par voo bhot hi roo rahi hoti hai aur jana ka liya mana kar rahi hoti hai . Aur voo apna ass pass bhot sara khoon dekhti hai ....
