Chapter = 36
Rasta ma Rocky koo dekhti hai uska hatho ma hocky thi aur voo gussa maa 2 -3 ladko ka sath kahi jaa raha tha. Sara uska picha karti hai aur thoda der maa voo ek sunsan gali maa puch jati hai. Jaha par Rocky kisi ko demki daa raha hota hai kii uski himat kasa hui uska dad ka khilaf report karna kii. Voo unha hockey se marna wali hi hota hai kaa tabhi Sara ka der ka mara parr side maa pada box par lgta hai jisa awaz hoo jati hai....
Awaz sunta hii Rocky apna ek friend koo waha kon hai dekhna kaa liya bhejta hai par jaab taak waha par voo puchta Sara waha se bhag chuki thi....
"Rocky shyad waha par too koi nahi hai shyad box hawa see gira hoo gaa. "
Itna kahta hii unha police ka horron ki awaz ati hai . Jisa sun kar Rocky aur uska friends waha se bhag jata hai . Kuki Sara naa apna phone maa voo horron play kiya tha. Par jasa hi Sara waha par puchti hai aur dekhti hai kii voo insan bhi waha se jaa chuka tha . Sara idhar udhar dekhti hai par usa voo nahi milta hai.....
Jisa Sara dukhi hoo jati hai. Aur apna ghar kii aur nikal jati hai . Ghar jata time Sara sochti hai ki future maa too Rocky asa bilkul bhi nahi tha. Too yaa fir mera sapna se Rocky ka koi link hai. Yaa sochta sochta Sara ghar pouch jati hai . Sara ka face se voo bhot tried lgg rahi thi....
"Sara kya hua beta tuu bhot hi thaki hui lgg rahi hai."
Hnn mom bss ajj teacher na kuch jyada hii kaam karvaya . Acha asa kya aur ajj teri school maa extra night class nahi thi kya. Nahi mom ajj maths ka teacher ki tabiyat thik nahi thi jisa night class ajj cancel kar dii. Acha jaa jakar freshup hoo jaa maa khana lgati hu . Ok mom Sara apna room maa jati hai aur bed par latee jati hai.....
Aur apna app se kahti hai kii yaa saab itna complicated kuu hoo raha hai. Yaa saab itna ku ulja hu hai . kuch der taak yaa sochna kaa baad voo freshup hokar room se bahar jati hai aur khana kana lgg jati hai . Maa tabhi uska bhai ata hai . Aur apna bag ko sofa par fank deta hai. Mom khana maa kya hai...
Voo ata hii dinning table par baith jata hai . Voo plate lena wali hi hota hai tabhi Sara . Abb kuta pahla haith too dhoo laa . Chudal see dekh mera haith saff hi hai . Mom dekho naa usa yaa apna haith bina dhoa baith gya hai . Tum dono kaa pass ladai ka alawa kuch kaam nahi hai . Jasa hi milta hai ladna suru hoo jata hai. Aur tuu jakar pahla haith dhoo jaa.....
Hnn jata huu . Khana kana kaa baad mom maa ajj rayan ka sath khelna jaa raha huu . Arr khana too pura kha kar jaa. Bss mera khana hoo gya maa jaa raha hu. Sara bhi khana kana kaa baad apna room maa jati hai . Aur apni maa jakar kuch dudh naa lgg jati hai ...
