Cherreads

Chapter 35 - Meeting you again

Chapter = 35

Yuan unka room ka bahar sun kar haran ho jata hai. Uska dad uski mom ko btata hai ki Rocky ka dad unki company ka naam ka use kar kar illegal kaam kar raha tha. Unhona naa company ka naam par contract liya hua hai. Aur company ka funds ka illegal use kar raha tha ....

Jis baat kaa unha kl pta chala hai aur uski wajah se unki company ka stock bhi gir gya hai. Mana too uss par barosa kar kaar company ki powers dii thi muja kya pta tha ki voo humari dosti kaa asa use kara gaa .Tabhi uski mom kahti hai app jyada abhi tension maat lijia jaldi saab thik ho jayega...

Yaa saab kahna kaa baad Yuan ki mom room se bahar aa rahi hoti hai . Kii tabhi Yuan room se dur bhag jata hai . Jasa hi uski mom room se bahar ati hai voo Yuan ko dekhti aur kahti hai aa gya beta tuu school se. Jaa jakar freshup hoo jaa maa khana lgati hu. Par Yuan manaa kar hai . " Mom mana recess maa jyada kha liya tha abb khana kaa maan nahi hai....

Ok beta agar bhukh lga too awaz lga dena maa bna du gii ok mom . Kaha kar Yuan apna room maa chala jata hai . Waha Niya aur Zoya Sara caffe maa jati hai . Yuan ko dukhi dekh kar Sara soch rahi hoti hai ki kya hua hoo gaa. Sara abb huma saab bta ki tera aur Yuan maa kaab se yaa saab chal raha hai. Trip par se. Sara bta naa kaha khoi hui hai. Hnn kya kaha raha thi tuu....

Tuu such maa badal gyi hai Sara abb tuu meri baat bhi nii sun rahi hai. Arr asi koi baat nahi hai acha too tu abhi kya soch rahi thi . Maa voo hn maa too ajj kaa homework kaa bara maa soch rahi thi kii kitna Mila hai naa...

Tuu naa baat maat palat huma bta hn kya puch rahi thi tum . Tabhi Niya bolti hai Sara Zoya naa pucha kii tuna Yuan koo kaab se date karna suru kiya. Fir unha Sara btati hai kii trip se kuch din pahla . Uss time par voo sure nahi thi kii unka relationship kitna chala gaa . Isi liya usna unha nii btaya . Yaa suna kaa baad Niya thoda gussa hoo jati hai kya mtlb kitna chala gaa agar voo ek doo din kaa hota too kya tuu huma nii btati ....

Aur uski itni himmat joo tuja dump karta . Acha acha babaa abb gussa maat hoo na yaa meri glti hai mena nii btaya . Hn bilkul teri hi glti hai . Tuu bhul gyi jaab hum 2 standard maa tha humna kya promise kiya tha kii hum ek dusra se koi bhi baat nahi chupaya gaa. Hn hn sorry sorry. Aga se asa nahi hoo gaa promise. Chalo ajj ki coffee meri treat hai. Lekin muja ek promise karo kii caha future maa kuch bhi hoo kitna hi muskil such kuu naa ho tum muja btao gii okk. Arr yaa kasi bata kar rahi hai tuu . Aur kya hoo gaa future maa tuu bhi naa abb coffee naa pilana koo too nii soch rahi naa asa hasi hasi maa voo Sara ki baat ko itna serious nahi lati hai. Arr bss tum promise karo naa aur joo iss promise koo toda gaa usa uska sucha pyarr nahi mila gaa hnn . Arr yaar Sara tuu yaa kasi bata kar rahi hai. Tuu promise karo okk babaa promise abb khus . Hnn bhot khus Zoya Niya ko kahti hai yaa bhi naa bss. Tino coffee pii kar apna ghar jata hai par Sara ko rasta maa kuch asa dekhti hai ki usa smj nahi ata akhir yaa hoo kya raha hai ....

More Chapters