Maa kah ek kahani
Raja tha yaa raani
Maa kah ek kahani
Tu h hathi maandhan mere
Sunn upavan mai bade savere
Raat braman karate the tere
Jaha Surabhi manmaani
Jaha Surabhi manmaani
Haa! Maa yahi kahani
Vardh vardh ke foul khile the.
Jhalmal kar hum bindu mile the
Halke halke johke hile mile the
Lahraata tha paani
Lahraata tha paani
Haa haa yahi kahani
Gaate the khag kal kal swar
Sahsa ek hans uper se
Gira bhidh hokar khar shar se
Hue paksh ki haani
Hue paksh ki haani
Karunda bhari kahani
Chauk unhone use urhay
Naya janam saa usane pay
Itane mai aakhetak aaya
Lakshy siddhi. Ka maani
Lakshy siddhi ka maani
Komal kathin kahaani .
Manga usane ahaat pakshi
Tere taath kintu the rakshi
Tb usane joh tha khag pakshi
Hath karne ki thaani
Hath karne ki thaani
Ab badh chali kahani
Hua vivaad saday nirday mai
Ubhaye aagrahi the swa vishaye mai
Gayi baat tb nyaalay mai
Suni sabhi ne jaani
Suni sabhi ne jaani
Byaapak hue kahani
Rahul tu nirday kar uska
Nyae paksh leta h kiska
Kah de nirbhaye jay ho jiska
Sun lu teri baani
Maa meri kya baani
Mai sunn raha kahani
Kaoi nirparradh ko maare
Toh Kya anaye use naa ubaare
Rakshak ko bakshak ko vaare
Nyaaye daya kaa dani
Tune guni kahani
