Ayera our ayaan dono Ki dosti dheere dheere pyar Mai badalti ja rahi Thi par aik din Ayera Ki tabiyat thodi kharab hui
Par Ayera na us par zayada gaur Nahi kiya
Ayaan na use hospital Mai check Karane ka suggestion Diya
Par Ayera ko voh normal
Cough and fever Laga par
Aik din college Mai leacture khatam hone ka baad
Use thoda chakkar ana Laga our fir bas voh girne hi vaali Thi is Sa pehla ayaan na use akar pakad Liya our girne Sa bacha Liya
Usne Kaha Ayera Kya tum theek ho
Ayera na Kaha ha Mai theek hu
Mughe bas Garmi Ki vagah Sa thoda chakkar a Gaya ayaan na Kaha tum Meri Baat kuy Nahi sunti ho Mena tumhe Kaha Tha na ka eik Baat doctor Sa check up Karwa lo par tum sunti hi Kaha ho
Ayera na uski Baat Mani our
Voh doctor ka pass aik check up ka Liya
Check up karwane ka baad 2 din baad
Reports aiyi
Par reports theek Nahi Thi
Doctor ne Ayera ko call Kiya
Our Kaha jaldi aiyi serious problem Hai
Par Ayera na Kaha bataiya Kya
Aya ha reports Mai
Doctor ne call par batane Sa mana kar Diya
Our Kaha ap hospital a jaiya
Ayera thoda ghabra gayi
Usne jaldi apni friend Sana ko call
Kara our use bataya toh Sana ne kaha
Ki chalo Mai bhi tumhara sath chalti hu
Ayera our Sana
Sath hospital Chale Gaye
Jab voh dono doctor ka pass Gaye toh doctor Ki baat sun kar chaunk Gaye
