Jab Ayera our Sana doctor ka pass gayi toh doctor ne kaha Ayera Mai Jo Baat Apko bata rahi hu ap ko us Baat ko sun kar
Bilkul bhi pareshan Nahi hona Hai
Is problem ka solution bhi Hai par Ayera
Bilkul bhi doctor Ki baat samajh Nahi pa rahi Thi usne pucha mughe Hua Kya ha reports Mai Kya aya Hai doctor ne kaha ap ko
Kidney cancer Hai par ap Chinta mat kariya
Yeh theek bhi ho sakta Hai kidney transplant se par Ayera our Sana is Baat ko sun
Kar bilkul Hakka bakka reh gayi
Ayera ko itna bada shock Laga Ki bas voh
Achanak Sa aik trauma Mai
Chali gayi thi par doctor ne kaha ap bilkul Chinta mat kariya yeh theek bhi ho sakta ha par Ayera na kuch jawaab Nahi Diya
Par Sana ne bola kese doctor
Aise Kaise ham Chinta na kare kidney cancer yeh koi chooti problem Nahi ha doctor ne kaha technology itni badal Chuki ha ka kidney cancer Sa bhi
Log lad sakte Hai
Par bachne ka chances 60 percent hi hote ha doctor na Kaha
Miss Ayera Mai ap ko koi jhuta dilasa Nahi dungi ap apni treatment chalu rakhiya ap Kal aa jaiyega ap ke kuch our test honge
Our fir uske baad ap hospital Mai admit ho jaiyega Sana Ayera ko hospital Mai Sa bahar la gayi our use dilasa Diya par Ayera kuch Bol hi Nahi payi
Ayera ko itna bada shock lag Chuka Tha ka voh APNe parents ko bhi Nahi bata payi
Par sana ne Ayera ka parents ko call Kara our sab kuch bata Diya
