Chapter = 34
Sara oo acha too iss baar ka liya ajj tum dono asa expression da rahi thi.
Tuu naa baat ko palatna ki kosis maat kar . Jaldi se bta hn hn btati hu naa.....
"Voo Yuan aur maa relationship maa hai."
Sara kii yaa baat sun kar dono karan hoo jati hai. Kya kaha tuna Sara Zoya Niya kya tuna bhi wahi suna joo mena suna hai . Hnnnn arra tum dono asa kya kar rahi hoo. Ka tabhi kasna lgg jati hai. Abb tum dono hass ku rahi hoo . Thik too ho naa....
"Arr Sara itni se baat btana ka liya tuna itna time laa liya."
Niya ki yaa baat sun kar aur dono ka normal expression dekh kar . Sara kahti hai tum dono ko shock ni lga mana itni badi baat btai . Taab Zoya btati hai isma shock kya tha huma too pahla se hii pta tha . Ki tera aur Yuan maa kuch too asa chal raha hai. Per huma tu par gussa aa raha hai tuna itni badi baat huma bhi nii btai ....
Kya tuu huma apna dost nii samjati hai joo tuna hum see bhi yaa baat chupai . Zoya thodi acting karta hua kahti hai Sara tuna too huma ek hi pal maa paraya kar diya....
Ara asi koi baat nahi hai voo bss maa sahi time ka intzar kar rahi thi. Acha chal maaf Kiya tuja . Chalo abb saab school chalta hai warna late ho jaya gaa. Lakin hn huma puri details jani hai . Okk baby chalo chalta hai....
3 school puch jata hai. Aur Sara jata hi dekhti hai Yuan apni seat par head down kar kar baitha hua tha. Sara jati hai aur seat par baith jati hai . Tabhi voo Vicky picha dekhta hai . Sara haith ka isara se puchti hai. Isa kya hua hai. Vicky pta nii . Tabhi Yuan utah jati hai . Hai arr aa gyi tum. Tabhi class maa bhi teacher bhi aa jati hai. Sabhi kaam karta hai . English teacher lesson read karva raha hota hai. Ki tabhi voo Yuan see bich maa kuch puchta hai. Par Yuan book maa dekhta hua ghari soch maa tha . Teacher usa doo bar bulata hai par voo kuch jawab nahi deta hai. Tabhi Sara Yuan teacher bula raha hai....
Yes teacher Yuan beta kya hua tabiyat thik too hai naa. Yes teacher fir teacher usa question puchti hai voo sabhi koo btata hai. Sara dekhti hai ki voo thik nahi lgg raha tha. Kuch too uska dimag maa chal raha hai. Sabhi canteen maa lunch karna ka liya jat hai. Zoya Sara ki plate se omlate lati hai . Arr Zoya tuja pta hai i love it . Yaa sunta hi Vicky apna bhi omlate Zoya ki plate maa rakh deta hai . Aur kahta hai yaa muja pasand nahi hai. Wow ajj too muja extra mil gya . Zoya ko khus dekh kar Vicky maan hi maan khus hoo jata hai .....
Par Yuan apna app ko thik dikana ki kosis karta hai. Par Sara ko andar se feelling ayi hai ki kuch too baat hai .
Maa tabhi kuch ladka Rocky ki class ka unka pass se jata hua baat kar raha hota hai kii Rocky kaa dad company maa fraud kar raha tha . Jis par investigation chal rahi hai. Aur kl kuch bada hua hai . Acha tuja kasa pta yaa saab mera dad ka friend usi company ma kaam karta hai . Voo unha bta raha tha mena bhi sun liya acha aur kya isi liya too ajj kl voo school nii ata . Aur ata hai too gussa maa rahta hai. Yaa saab baat Sara aur Yuan bhi sun leta hai...
Yuan maan hi maan sochta hai shyad dad bhi kl behosh kahi isi wajah se too nahi hua. Sabhi class ma jata hai . Par Yuan apna app koo bilkul thik dekana ki kosis karta hai. Sara kahti hai Yuan are you ok. Hn muja kya hua tha asa ku puch rahi hoo. Kuch nahi bss subh se tum kuch distracted dekh raha ho. Nahi asi koi baat nahi hai bss .Aur school over hona kaa baad Vicky Yuan ko kahta hai Yuan ajj maa bhi tera sath chalta hu. Yuan Sara ki taraf dekhta hai .....
Sara kahti hai hn tum jao hum thodi dar maa ata hai. Tabhi Zoya kahti hai sabhi koo yadd hai naa ki kll weekend hai aur humna coffee shop par milna hai. Koi bhi late nahi hoo gaa ok. Sabhi ok kata hai. Tabhi Vicky Yuan ko lekar chala jata hai. Zoya aur Sara baat kar raha hota hai. Lekin Niya kii notebook nicha gir jati hai tabhi Niya aur Zhechen dono usa utha taa hai. Niya ka haith par Zhechen ka haith . Dono ek dusra kii ankho maa kuch second taak dekhta hai . Zhechen kii jasa ek pal kaa liya heartbeat skip ho jati hai. Tabi Zoya Niya kya hua. Tabhi Zhechen uth jata hai. Niya bhi apni notebook utha leti hai . Aur sabhi ghar kaa liya nikal jata hai. Niya aur Zoya bhi Sara ka ghar jata hai ....
Vicky Yuan se puchta hai kii kya hua hai ajj tuja maa subh se dekh raha hu tuu thik nahi lgg raha hai. Aur mujsa too khuth boliyo naa taab Yuan Vicky koo saab btata hai. Vicky tu tension maat laa saab thik hoo jaya gaa . Aur kya pta uncle sirf work load ki wajah se behosh hua hoo. Chal maa bhi tera sath tera ghar chalta hu. Par Yuan usa mana kar deta hai nahi maa thik hu tuja homework nahi karna kya . Abhi muja bhi ghar jakar rest karni hai. Okk par agar kuch bhi hua too muja phone karna ok . Hn hn chal abb jaa . Yuan apna ghar jata hai . Aur voo apna dad koo dekhna jata hai kii tabhi voo kuch asa sunta hai jisa voo sun kar shock jata hai.....
