Chapter = 33
Yuan cilana ki awaz sun kar ek dam se apna room se niklta hai. Aur stairs se nicha jakar dekhta hai uski mom Yuan beta jaldi aa chilla rahi thi. Vo room maa jata hai jo ki uska dad zamin par unconscious ho kar lata hua tha.....
Voo bhag kar unka pass jata hai mom dad ko kya hua voo asa ku lata hua hai. Beta pta nahi thodi dar pahla unha ek phone call aya tha jiska baad voo asa ho gya . Jaldi se doctor ko call kar . Yuan dara samja hua unka family doctor ko call karta hai....
"Hello uncle Fu dad ko kuch ho gya hai app please jaldi se ghar aa jao ."
Ok beta maa abhi ata hu. Jab taak doctor ata hai . Yuan aur uski mom uska dad ko bed par leta deti hai. Tabhi doctor ata hai . Voo uska dad ko check karta hai . Uncle dad ko kya hua hai unha hoss ku nahi aya. Serious kuch baat nahi hai unha bs achanak se kisi baat ka shock lga hai jisa voo behosh ho gya hai....
Mena unha injection lga diya hai subh taak hosh bhi aa jya gaa. Agar aur kuch bhi baat ho too muja turant call karna . Ok uncle acha too abb maa chalta hu. Unka jana ka baad Yuan ki mom usa bhi room maa jakar rest karna ko kahti hai. Beta tuu bhi thodi rest kar laa inka pass maa hu. Yuan ka bilkul bhi maan nahi hota hai par uski mom ka jor dena se voo room maa chala jata hai. par usa bilkul bhi nind nahi ati hai . Voo kuch dar taak sochta hai aur uski aankh lgg jati hai.....
Subh hona ka baad voo sidh apna dad ka pass jata hai. Aur dekhta hai ki unha hosh aa chuka tha . Voo jaldi se unka pass jata hai aur pucha hai dad app thik too ho naa. App kl achanak behosh ku hoo gya tha. Ka tabhi uska dad usa kahta hai beta asa kuch nahi bss maa thoda thak gya tha naa. Ajj kl work load thoda jyada hai na bss. Tuja school Jana hoo gaa naa . Kaa jaldi se tayar hoo jaa. Ok dad app rest karo kahkar Yuan room maa se nikal jata hai. Voo apna room maa jata hai aur tayar ho kar nicha aa jata hai. Yuan beta breakfast kar laa. Yuan breakfast kar kar school chala jata hai. School maa jakar apni seat par baith jata hai. Sara bhi school ka liya nikal jati hai. Usa thodi aga Niya aur Zoya kada hua dekhta hai. Voo unka pass jati hai ki tabhi voo dono uska . Ghurr kar dekhti hai aur puchti hai Sara ki bachi abb bta ki tera aur Yuan maa kya chal raha hai. Jisa sun kar vo thodi se shock hoo jati hai ....
