Chapter = 32
Sara ki aunty ka ghar pahla tha jo ki ghar chali jati hai. Sara beta dhyan se ghar jana thik hai. Ok aunty.Sara idhar udhar dekhti hai ki Yuan kaha gya . Vo jasa picha mudti hai Yuan uska picha hota hai. Voo ek dam se shock ho jati hai. Kya hai tumna muja dara diya . Sorry sorry muja nii pta tha ki tum dar jao gii . Chalo abb ghar chalta hai. Jasa hi voo ghar jana ka liya chalta hai ki tabhi Sara ka par kisi chiz ma padta hai....
Kafi andhara hona ki wajah se kuch dikhta nahi hai aur voo jor se chilati hai. Jisa ki uska balance bigad jata hai . Aur voo Yuan ki tarf ho jati hai. Jisa ki Sara se Yuan ka cheek par kiss ho jata hai. Kuch dar ka liya too jasa dono ka liya time hi stop ho jata hai. Fir Sara picha ho jati hai. Voo mera par shyad kisi saap par rakha gya tha jisa ki mera balance bigad gaya. Voo Yuan ko explain karti hai ki tabhi Yuan apna phone ki light se dekhta hai . Jisa Sara usa mana karti hai waha maat jao . Par Yuan dekhta hai ki vo too sirf ladki ka tukda hota hai . Jisa Yuan dhimi se awaz ma thanks kahta hai. Yuan tum kya kar raha ho ....
Fir voo Sara ko dekhata hai dekho Sara yaa sirf ek ladki ka tukda hai. Sara aga aa kar dekhti hai ki yaa too suchi ma ek ladki ka tukda hai. Jisa ki Sara kahti hai. Chalo abb ghar chalta hai. Dono ghar jata hai par dono hi thoda thoda sharmaya hua tha. Sara ka ghar aa jata hai. Sara Yuan ko good night kahti hai. Aur usi tarf dekhti hai Yuan jao abb tum andar jao....
Ok ghar to maa chalti hu. Ghar jana ka baad Sara ki mom usa puchti hai ki Tera face itna red ku ho raha hai. Kya red nahi too . Ruuk muja dekhna daa tuja bukhar too nahi hai. Uski mom usaka head chech karti hai. Nahi tuja bukhar too nahi hai. Too kya hua arr kuch nii mom voo to concert ma bhot bidd thi naa . Jisa kii bhot garmi hoo gyi thi bs aur kuch nii. Acha too jaa tera liya khana lgati hu freshup hoaa. Arr nahi mom muja bhuk nahi hai mana na bahar hi kha liya tha. Acha asa kya too jaa na kar soo jaa. Warna kll late ho kya gii school ka liya . Ok mom good night. Sara room maa jana ka baad apna bed par roll idhar se udhar karti hai....
Aur apna aur Yuan ka kiss ko soch soch kar sharmati hai. Wahi dusri taraf Yuan bhi apna ghar jata hai . Par voo apna cheek par baith lga hua tha . Uska dad aya hua tha beta kya hua teeth ma dard hai kya tum apna muh ko asa pakda hua ho....
Ara nahi dad voo too mera naa mosquito na kaat liya tha. Acha asa kya hn. Kaha kar Yuan apna room maa chala jata . Fir tabhi uska dad sochta hai ki kya is season ma mosquito kaha se . Itna kahna ka baad vo bhi apna room maa chala jata hai....
Wahi dusri taraf Yuan mirror maa jaka apna cheek ko dekhta hai aur maan hi maan khush hota . Par achanak se Yuan ko cillana ki awa ati hai .....
