Chapter = 31
Yuan bhag kar Sara ka haith pakad leta hai . Uski aankh glass se sirf kuch hi dur thi. Voo usa kuch leta hai. Aur usa gala se laga leta hai. Aur usa tight hug karta hai. Sara bhi kuch der ka liya shock ho jati hai. Fir Yuan Sara ko concert hall se bahar laa jata hai....
Bahar ana ka baad Yuan Sara ko pani ki bottle deta hai. Uska baad dono waha par thoda ghumta hai. Waha par ek bhot hi acha spot hota hai. Yuan chalo waha par photos click karta hai. Yuan Sara ki kuch photos click karta hai. Fir Sara kahti hai chalo sath ma click karta hai. Yuan ek waha se jaa raha ladka se unki photo click karna ko kahta hai.....
Dono photos click karna ka baad . Sara ko candy floss wala dekhta hai. Yuan uska pass jakar Sara ka liya ek lakar ata hai. Sara ek bite lati hai. Fir Yuan ko bhi khana ko bolti hai. Yuan uski bite lata hai jaha se Sara na lii thi . Jisa dekh kara Sara blush karti hai. Aur aga chalna lgg jati hai....
"Yuan Sara mera liya too rukk ."
Sara aga aga hoti hai aur Yuan uska picha hota hai. Fir Yuan aga aa kar uska haith pakkad leta hai. Dono street stall se thodi thodi chiza khata chalta hai. Waha voo dono ghar ka liya nikal jata hai. Rasta ek dam shant hota hai. Dono road ka ek side chal raha hota hai. Chalta chalta road aga corner par Sara ki nazar ek couple par padti hai jo ki andara ma kiss kar raha hota hai. Par Sara opposite side hoti hai jisa thik se dikhta nahi hai. Usa samaj nahi ata hai. Tabhi unn par Yuan ki bhi nazar jati hai. Sara arr waha kya hoo raha hai. Itna kahna ka baad Sara thodi aga ati hi hai. Kii Yuan uska samna aa jata hai aur kahta hai . Arr Yuan samna see htt waha par shayad kuch hua hai....
"Arr kuch nahi hai waha par ".
Yuan Sara ko kahta hai ki waha par too bs ladka khada hai. Chalo ghar chalta hai bhot late ho gya hai . Yaa kahna ka baad Yuan Sara ko ghar leka chal deta hai.Dono ek dusra ka haith pakkad hua ghar ki aur jaa raha hota hai ki tabhi . Samna se Sara ki aunty aa rahi hoti hai. Voo Sara aur Yuan ko dekhti usa pahla Sara Yuan ka haith chod kar thodi dur kar deti hai....
Ek damm se Yuan ko kuch samaj nahi ata hai ki tabhi uski aunty Sara ko awaz lggati hai. Sara hello aunty Sara beta tum itni raat ko yaha par kya kar rahi ho. Vooaunty kuch nahi maa bss abhi concert dekh kar ayi thi. Bs ghar hi jaa rahi hu . Oh acha aur yaa kon hai. Acha yaa too mera classmate hai . Hello aunty mera naam Yuan hai mera ghar bhi isi road par hai . Oh acha beta chalo Sara ghar chalta hai asa akal raat ko ghumna thik nahi hai. Ajj kl chor bhot ghum raha hai . Too deyan se ghar jaya karo . Ok aunty Sara aur uski aunty aga hoti hai Yuan unka thoda picha chal raha hota hai. Yuan pich Sara ki parchai se haith pakkad ka chal raha hota hai.....
